Dewsoft Overseas me aap Join kaise kar sakte hai.Step by step video tutorial

Dewsoft Overseas me aap Join kaise kar sakte hai.Step by step video tutorialDear friends, Agar aap Dewsoft me join hona chahte hai to sabse pehle apko apna free registration karna padta hai iske liye apko apne Sponsor ka id number aur user name pata hona chahiye.Agar aap mujhe apne sponsor bana na chahte hai to mera id number (2717189) aur user name (abhishekgpatna) de.Online free registration karne ke 15 din ke ander apko 9500 rs ka draft banakar company ko send karna hota hai.
Agar aap 15 dino ke ander draft send nahi karte hai to apko account automatically delete ho jaata hai.Yaad rakhe dewsoft me registration karne ke baad 15 din ke ander apko draft banakar send karna hota hai.Jab apka draft company ko mil jaata hai to company apke account ko activate kar deti hai aur apka id green ho jaata hai.
Draft ke piche apko kuch jaruri batain likhni hoti hai jo apke registration karte samay apko mil jaata hai : - 
1) apka user name
2) apka real name 
3) apka id number
4) apka mobile number

uske baad draft ko register post se aap send kar de company ke address per.Draft "m/s dewsoft overseas pvt ltd , new delhi" ke favour me kisi bhi bank se banwa sakte hai.
Uper main apko ek video diya hai jisme maine apko step by step dewsoft me registration ka process bataya hai.Kindly video jarur watch kare.

No comments:

Post a Comment